यू ट्युब से पैसे कैसे कमा सकते हें
Aap sab log youtube par online video jarur dekhte honge youtube par kai prakar ke video he, kya aapne
kabhi socha ki ye video kon dalta he or isse unko kya milta he, hum aapko bata
dete he ki youtube ek bahut hi bada video platform he isme aap video upload kar
paise kama sakte he
Duniya me ese kai log he jo video banakar lakho rupaye kama rahe he
You tube se paise kamane ke liye aapko niche ke kuch steps follow karne he
यह भी पढ़ें - यूट्यूब से विडियो डाउनलोड कैसे karte हे
Video kaise banate he
Video banana ke liye aapko Sabse pahle aapko jis subject ya koi bhi kisi
tarh ki achhi jankari he jaise comedy, English sikhane ke video, website
dovelpment, computer koi bhi topic ho sakta he uske bare me aapko video banana
he or usko youtube par upload karne he
Youtube par video upload karna he
Aapne jo bhi video banaye he unko youtube par upload karna he
Youtube me video ko monetize karna he
You tube par video upload karne ke bad ism eek option aata he monetize ka
iska matlab hota he ki aap ke video par google ke advertisement ko activate
karna hota he, or iske bad google adsense ka account banana padta he or fir
usko youtube se connect karna hota he
Ye sab karne ke bad aap paise kama sakte he
Paise kon dega
Jab aap google adsence account bana
doge to aapki job hi kamai hogi vo google aapke account me dal dega
Youtube par paise kitne milte he
Paise kitne milte he ye kai bato par nirbhar karta he aapke video ko kitne
logo ne dekha kitne time tak dekha or ads par kitne click hua, alag-alag desho
me alag-alag paise milte he
Video ke views bdhane ke liye aap usko social sites par share kare jaise
facebook, twitter etc.
कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए आप निचे कमेंट बॉक्स में कमेंट कर पूछ सकते हें
या 7427050535 पर whatsaap पर अपना सवाल पूछ सकते हें ConversionConversion EmoticonEmoticon