विकिपीडिया पर पेज और अकाउंट बनाने का तरीका
Wikipedia
kya he –
Wikipedia ek
moft gyankosh he jisme hume lgbag sabhi sawalo ke jawab mil jate he isme hume
kisi bhi topic ki jankari mil jati he
Is website
ki shuruaat jimmy wales ne 2001 me kithi, yah website world ki top 10 popular
sites me shmil he is par lakho visitors article read karte he
Yadi aap bhi
Is par koi article/post karna chahte he to ye puri post padhiye
Wikipedia
par post kaise kare
Wikipedia
par post ya article likhne ke liye hume sabse pahle is par account banana hoga,
or iske badapkois par login kar ek page create
karna hoga fir aap ismepost likh sakte he is par pot aap hindi or
English dono me likh sakte he|
Wikipedia
par account kaise banate he
Sabse pahle
aapko yaha click kijiye ab apke samne ek form aayega isme apko sahi-sahi
jakari dalni he aap niche screen shot dekh sakte he
1. Username – isme apko user name dalna he
2. Password- isme apko password dalnehe
3. Confirm password – ismeaapko dubara password dalna he
4. Email address – isme aapko email id likhni he
5. Captcha security
check – isme aapke
sane jo code aayega usko dalna he
6. Last me create your account
par click karna he
Is tarh se apka Wikipedia paracout ban gaya he
Ab aapko Wikipedia par post
likhne ke liye ek page banana hoga
Wikipedia par page kaise create karte he
Sbsepahle aapne Wikipedia par jo
account banaya he usse log in karna he
Aap yadi hindi me article likhna chahte he to hindi select karni hoi or
yadi English me post likhna chahte heto English ko select karni hogi
. sabse pahle Aapne yadi hindi ko
select kiya he to hindi me hi type karna he
Fir aapko post type karni he
Uske bad apko post ki summary likhni he
Yadi ap yah dekhna chahte he ki post
publish hone ke bad kaisi dekhegi to aap show preview ke option se dekh sakte
he
Save page- is par
click karne se aapka wikipedia page ban jayega
Wikipedia par post likhne se phle aapko kuch jaruri baton ka dyan rakhna chaiye
niche aapko vo hi important notes diye he jinko follow karna chahiye
Important notes-
Isme article humara likha hua hona chahiye kahi se copy kiya hua nahi
hona chahiye, agar kahi se copy kiya hua hoga to vo delete kar diye jyenge
Wikipedia par wo hi post ya article likhne chahiye jo internet par
uplabdh nahi ho ya kam jaankari ho, yadi hum unique
Post likhenge to wo post wikipedia me publish hone ke jyada chance hote
he |
Yadi aapki koi website ya blog he to wikipedia par page banakar post
karne se apke blog ka traffic bhi increase hoga
Is prakar aapne wikipedia par account banakar post ya article likhna sikh
liya he ye post aapko kaise lagi comment karjarur bataye yadi aapka koi sawal
ho to vo bhi hume comment kr puche
Is post ko apne dosto ke sath facebook par share karna na bhule thanks.
2 comments
Click here for commentsblog post ko bhi wikipedia page me dal sakte he kya
ReplyWikipedia Par Page Or Account Kaise Banate He ~ Computer Repair In Hindi >>>>> Download Now
Reply>>>>> Download Full
Wikipedia Par Page Or Account Kaise Banate He ~ Computer Repair In Hindi >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Wikipedia Par Page Or Account Kaise Banate He ~ Computer Repair In Hindi >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK SQ
कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए आप निचे कमेंट बॉक्स में कमेंट कर पूछ सकते हें
या 7427050535 पर whatsaap पर अपना सवाल पूछ सकते हें ConversionConversion EmoticonEmoticon