Laptop ki
battery backup badhane ke tarike
Hum sab jo
laptop ka use karte he uskme kai bar hum uski bettery kam chalne ke kaaran usko
bar-bar charge karte he, lekin jab humare laptop ko apne Gar se dur le jaate he
or waha par charging karne ki koi suvidha nahi ho to or battery kam backup deti
ho to vo jaldi empty ho jaati he
Aaj hum
aapko kuch tips denge laptop ki bettery backup badhane ke
❶ Laptop ki screen mobile phone ki screen se bahut badi hoti
he or badi screen ko adhik energy ki jarurat hoti he yadi hum chahte he ki ye
kam bettery use kare to hume screen ki brightness ko kam kar dena chahiye
❷ Agar jarurat nahi ho to aap jo program use nahi kar rahe he
lekin vo aapne open kar rakhe ho to unko close kar dijiye
❸ Agar aawashyk nahi ho to wifi or
Bluetooth ko off rakhna chahiye kyo ki ye bhi battery ka use karte he
❹ Laptop me power setting ko apne
hissab se set karna chahiye
❺ Laptop me inbuilt sound hota he agar
hum music sun rahe he to uska volume kam rakhne se bhi battery kam kharch hogi
कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए निचे कमेंट बॉक्स में लिखे
2 comments
Click here for commentsThanks for your Post is a better Computer Repair Delray Beach keep on posting! Thanks.
Replycomputer repair delray beach
Laptop Repair Delray Beach
Bohut badhiya bataya, bhai ap ne shukriya mazeed aisi posts late rahe hamare liye.
ReplyComputer kitne prakar ke hote hain.
कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए आप निचे कमेंट बॉक्स में कमेंट कर पूछ सकते हें
या 7427050535 पर whatsaap पर अपना सवाल पूछ सकते हें ConversionConversion EmoticonEmoticon