Laptop ki bettery backup kaise badhaye

Laptop ki battery backup badhane ke tarike 

Hum sab jo laptop ka use karte he uskme kai bar hum uski bettery kam chalne ke kaaran usko bar-bar charge karte he, lekin jab humare laptop ko apne Gar se dur le jaate he or waha par charging karne ki koi suvidha nahi ho to or battery kam backup deti ho to vo jaldi empty ho jaati he

Aaj hum aapko kuch tips denge laptop ki bettery backup badhane ke











Laptop ki screen mobile phone ki screen se bahut badi hoti he or badi screen ko adhik energy ki jarurat hoti he yadi hum chahte he ki ye kam bettery use kare to hume screen ki brightness ko kam kar dena chahiye


Agar jarurat nahi ho to aap jo program use nahi kar rahe he lekin vo aapne open kar rakhe ho to unko close kar dijiye


❸ Agar aawashyk nahi ho to wifi or Bluetooth ko off rakhna chahiye kyo ki ye bhi battery ka use karte he


❹ Laptop me power setting ko apne hissab se set karna chahiye


❺ Laptop me inbuilt sound hota he agar hum music sun rahe he to uska volume kam rakhne se bhi battery kam kharch hogi


 कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए निचे कमेंट बॉक्स में लिखे 


Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
Adam Dalena
admin
10 May 2017 at 00:18 ×

Thanks for your Post is a better Computer Repair Delray Beach keep on posting! Thanks.
computer repair delray beach
Laptop Repair Delray Beach

Reply
avatar
Ruhab Amjad
admin
14 March 2023 at 04:04 ×

Bohut badhiya bataya, bhai ap ne shukriya mazeed aisi posts late rahe hamare liye.

Computer kitne prakar ke hote hain.

Reply
avatar

कंप्यूटर से सम्बंधित किसी भी प्रकार की जानकारी के लिए आप निचे कमेंट बॉक्स में कमेंट कर पूछ सकते हें
या 7427050535 पर whatsaap पर अपना सवाल पूछ सकते हें ConversionConversion EmoticonEmoticon